🌴🍭🌻 ETIKAAF ETIKAAF TAREEF 🌻🍭🌴
❇Ramzan Ke 21 we Roze Se Shawwal Ka Chand Dikhne Tak Allah ﷻ Ke Lye Masjid Me Thaherna Etekaf KehlataHai .
⏳MASALA⏳
📬✒ Etekaf Wala Agar Bagair Uzr Ke Masjid Se Nikla Agarche Bhool Se Nikle To Etekaf Toot Gaya .
⏳ MASALA ⏳
📬✒ Etekaf Wala Masjid Me Hi Khaye Piye Soye Agar in Kaamo Ke Liye Bahar Gaya To Etekaf Toot Gaya .
⏳ MASALA ⏳
📬✒ Etekaf Mard Aurat Balig Aur Na Balig Sab Kar Sakte Hain. Aurat Ghar Ke Us Hisse Me Etekaf Kare Jahan Namaze Padhti Ho...
⏳ MASALA ⏳
📬✒ Etekaf Mard Aurat Balig Aur Na Balig Sab Kar Sakte Hain. Aurat Ghar Ke Us Hisse Me Etekaf Kare Jahan Namaze Padhti Ho...
⏳ HADEES ⏳
📬✒ Jisne Ramzan Me 10-Dino Ka ETEKAF Kiya To Aisa Hai Jaise 2-Hajj Aur 2-Umre Kiye
⏳ HADEES ⏳
📬✒ Ramzan Ke Aakhri Ashre
(20 Roze Ki Sham Se Chand Dikhne Tak)
Me Huzoor ETEKAF FARMAYA Karte The..?
📚SAHI MUSLIM Safa-597,Hadis No-1172📚
⏳ HADEES ⏳
📬✒ Jo Etekaf Kare Roza Rakhe Jur Etekaf Jamat Wali Masjid
(Jisme Jamat Se Namaz Hoti Ho)
Mein etikaf Kare
📚SUNANE ABI DAWOOD Hadees No-2472📚
⏳ HADEES ⏳
📬✒ Etekaf Karne Wala Na Mareez Ko Dekhne Jaye Na Janaza Me Hazir Ho Na Aurat Ko Haat Lagaye
📚SUNANE ABI DAWOOD Jild-2,Page-492📚
🌹 2 HAJJ+2 UMRA KA SAWAB 🌹
⏳ HADEES ⏳
📬✒ KHULASA:- jisne ramzaan me (10din ka) Etikaf kar liya voh aisa hy jaise 2 hajj aur 2 umre kiye..
📚(SHUABUL IMAN jild-3 , page no-425 hadis no-2966 )📚
⏳ETIKAF KE 2 FAYDE⏳
📬✒ ( 1 )gunah se hifazat hogi ( 2 ) jo nekiya baahr rah kr krte the uska bhi etikaf me swab milega
📚 (IBNE MAJAH jild-2 page no-365 hadis no-1781) 📚
📬✒ Etikaf krne wala aata hy ALLAH ﷻ ki riza paane aur nekiya kmane magar ehtrame masjid ka lihaj na Rakhe to Gunah kma kr jata hy
🌷ETIKAAF KI NIYYAT IS TARAH KRE🌷
📬✒ mai ALLAH ki rizaa ke liye ramzanul mubark ke aakhri ashrah ke sunnate etikaf ki niyyat krta hu ISE AAM KRE..
🌃 MASJID KE AADAB 🌃
📬✒ qible ki taraf paav failana har jagah mnaa hy masjid me kisi taraf na failaye ki ye khilafe aadabe darbaar hy..
📚(AL MALFUZ hissa-2 page no-377)📚
⏳ LOSS ⏳
📬✒ Etikaf krne wala aata hy. ALLAH ﷻ ki riza paane aur nekiya kmane magar ehtrame masjid ka lihaj na rkhe to gunah kma kr jata hy
⏳ MASAIL INFO ⏳
📬✒ muh me badbu hone ki haalat me masjid jana hraam hy
📚(FTAWA RAZVIYYA jild-7 , page no-384)📚
📬✒ Etikaf me aisee chize n khaye jis se muh me badbu paida ho. .
⏳ KADAWI NASIHAT ⏳
📬✒ dauraane etikaf jo aadabe masjid ka khyaal n rakhe aur fuzul gupshup me mashgul rahe aise ka to etikaf na krna hi behtar hai...
🌹LADIES TAALIM🌹
📬✒ Islami bahne apne ghar me namaz ada krti ho vahaa etikaf kre
(DURRE MUKHTAR) haiz (maahwaari) aur nifaas se paak hona zaruri hy
📚(durre mukhtaar, raddul muhtaar jild-3 , page no-429)📚
⏳ETIKAF WALE IN SE BACHE⏳
📬✒ Fuzul waqt bitana ziyada sona bila zarurat dunya ki baate krna masjid me hasna ISE ETIKAF KRNE WALO TK AAM KRE..
⏳ETIKAF WALE ITNA ZARUR KRE⏳
📬✒ khub nek niyyate masjid ka ehtram har namaz pahli saf me taaq raato me ibadat ETIKAF KRNE WALO TK AAM KRE...
🌃 MASJID E AISEE RAKHO 🌃
⏳RIVAYT KHUALSA⏳
📬✒ Masjide saaf aur khushbu daar rkhi jae..
📚(SUNNE ABI DAUD jild-1 , page no-197 hadis no-455)📚
📬✒libas,badan me badbu ho us waqt masijd nA jae .
⏳REHNUMAI⏳
📬✒ Jinhe muh se badbu aane ki bimari ho behtr hy etikaf na kre ftawa razviyya me hy muh me badbu hone ki haalt me masjid jana hram hy...
📚(Ftawa razviyya jild-7 , page no-384)📚
⏳ ETIKAF KRNE WALO SE ARZ⏳
📬✒ Etikaf ki mukammal barkate pane ke liye masjid ke aadab aur etikaf ke zruri msail achchhi trah sikh lijiye AAM KRE...
🌹🌷🍭🌹🌷🍭🌹🌷🍭🌹🌷🍭🌷🍭🌹🌷🌹
No comments:
Post a Comment