Sunday, April 3, 2016

●••Gustakh E Rasool Ki Saza••●

Gustakh E Rasool Ki Saza

RASOOL'ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} KI Shaan Me GUSTAKHI Islam Me Sabse Bada JURM Hai Or Uski Saza QATL Hai, Aur Uske Sare Aamaal Barbaad Hai.

QUR'AN:
Ay Imaanwalon, Apni AAWAAZEN unchi na karo us Gaib batanewale(Nabi) ki AAWAAZ se aur unke huzur baat chillaakar na kaho jaise aapas Me ek dusre ke saamne chillaate ho ke kahi tumhaare AMAL AKAARAT na ho jaen aur tumhe KHABAR NA HO."
[ S.HUJURAAT(PARA-26, RUKU-13) : AAYAAT 2 ]

AWAZSE AWAZ KO UNCHI KARNA KOI ZYADA BADI BAAT NAHI MAANI JAATI LEKIN ALLAH TAALA KO APNE MEHBUB KI BAARGAH ME ITNI CHHOTI SI BEADABI BHI PASAND NAHI OR ISPAR SAZA SUNAI KI TUMHARE SAARE AAMAAL NAMAZ, ROZA, IBADAT WA RIYAAZAT SAB PAR PAANI FIR JAYENGA.

ISSE ZAHIR HOTA HE KI NAMAZ ROZA IBADAT WA RIYAAZAT TAKWA OR TAHARAT SAB USI K HAI JO BAA'ADAB HO WERNA QURAN KI IS AAYAT K PESHE NAZAR BE-ADAB AADMI KI IBAADAT USKE MUH PE MAARDI JAYENGI OR USKI KOI NEKI NEKI NAHI RAHENGI.

Ek Yeh Bbhi Baay Janne Ko Milti Hai Ki Nabi Ke Gustakh Ko Pata Hi Nahi Chalta Ki Usne Gustakhi Kardi , kyun ke Jab Pata chalega Tab Insaan Mafi Mangega. Jaise Ki ye Wahabi Deobandi Aur Ahlehadees Log, Baat Baat Par Nabi Ki saan Ghatane Ki kosis Karte Hai Aur Apne Aapko Bahot Baraa Tauhid Ka Thekedaar Samjhte hai.

Gustakh e Rasool Ki Sazaa:

HAZRAT IBNE ABBAS RADIALLAHO TAALA ANHO SE RIWAYAT HAI OR BAYAAN KARTE HAI Ki

" EK SAHAAB JO NABINA THE UNKI EK BAANDEE JISSE INKE BACHCHE B THE WOH RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI SHAANE AQDAS ME GUSTAKHI KARTI OR AAPKI AIBZOI KARTI THI. WOH ISSE MANA FARMATE DAATHTE LEKIN WOH BAAZ NA AATI THI. EK RAAT WOH RASOOLALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI SHAANME GUSTAAKHI OR AIBZOI KARNE LAGI,UNHONE EK KHANJAR LIYA OR ISKE PET ME GOB KAR ISKO MAAR DAALA OR BACHCHA ISKE PERO K DARMIYAAN GIR GAYA OR WAHA JO KUCH THA WO KHUN ME LATH PATH HOGAYA. JAB SUBHA HUI TO YE BAAT RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI BAARGAHME ZIKAR KI GAI. AAPNE LOGO KO JAMA FARMAYA OR FARMAYA

"MAI KASAM DETA HU IS SHAKHS KO JISNE EK KARNI KI HAI ISPAR MERA HAQ HAI KI WOH KHADA HOJAYE"
TO WO NABINA SAHAAB KHADE HOGAYE OR LOGO K DARMIYAN CHALTE HUE HUZUR KI KHIDMAT ME HAAZIR HUYE OR WOH KAAP RAHE THE ARZ KIA:
"YA RASUL ALLAH {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} WOH MENE KIA HAI AAPKO BURA BHALA KEHTI THI AIBZOI KARTI THI MANA KARNESE MAANTI NA THI ISSE MERE DO BETE HAI JO JO MOTIO KI TARAH KHUBSURAT HAI OR MUJHSE PYAAR KARTI THI GUZISHTA DIN ISNE AAPKO BURA BHALA KEHNA SHURU KIA TO MENE ISKE PETME KHANJAR GOB KAR MAAR DAALA

"YEH SUNKAR RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE IRSHAAD FARMAYA"
AAGAH RAHO KI ISKA KHOON MAAF HAI" (YAANI ISKE QATAL PAR KOI MU'AAKHIZA NAHI)
[ ABU DAA'OOD, JILD:1, KITABUL HUDOOD,SAFA:599 ]
[ NASAAI,KITABUL-MUHAARBAH, JILD: 2,SAFA:153, HADIS NO:2 ]

HAZRAT ANAS RADIALLAHO TAALA ANHO FARMATE HAI KI

"EK ISAAI MUSALMAN HUA USNE SUREH BAQR OR SUREH AALE IMRAN PADLI FIR WO NABI KARIM SALALAHO ALAIHE WASSALAM KI BARGAHME WAHI KI KHITABAT KARNE LAGA ISKE BAAD WO ISAAI HOGAYA OR KEHTA THA KI MOHAMMAD WOHI JAANTE HAI JO MENE LIKH DIA HAI FIR ALLAH TAALA NE ISKO MAUT DEDI OR LOGO NE ISSE DAFAN KARDIA AGLE DIN ISKI LAASH ZAMIN PAR PADI MILLI KEHNE LAGE YE MOHAMMAD OR USKE SAATHIO NE KIA HONGA YEH UNKE PAAS SE BHAAG KAR AAGAYA THA ISLIYE IN LOGO NE HUMARE AADMI KI KABAR KHOD DAALI. DUSRE DIN INLOGO NE ISKE LIYE AUR GEHRI KABAR KHODI LEKIN YE AGLE DIN ZAMEEN PAR PADA MILA KEHNE LAGE YEH MOHAMMAD OR USKE SAATHIO KA KAAM HE KYUKI YE UNKE PAAS SE BHAAG K AAGAYA THA.TEESRE DIN INLOG NE JITNI INKE BAS KI BAAT THI UTHNI GEHRI KABAR KHODI.SUBAH HUI TO DEKHA FIR LAASH BAHAAR PADI HE AB WO SAMJHE K YE INSAANO KA KAAM NAHI HAI (YAANI YE SAB KUCH GAIB SE HO RAHA HAI) TO ISSE WOHI PADA REHNE DIA"
[ BUKHARI, JILD:1 ,SAFA:511 ]

Is hadees ka khulasa yeh he ki Gustakhe RASUL KO HAR SHAI PEHCHAANTI HAI OR ISSE NAFARAT KARTI HAI ZAMIN NE B IS BE-ADAB KO QUBUL NA KIA OR BAAR BAAR DAFNANE K BAWJOOD ISSE BAHAR NIKAAL FEK DETI THI.

Hadees e Paak:
HAZRAT JAABIR IBNE ABDULLA RADIALLAHO TAALA ANHO SE MARVI HAI KI
"RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE EK BAAR FARMAYA "KA'AB IBNE ASHRAF K LIYE KAUN HAI, ISNE ALLAH WA RASUL KO IZZA DI HAI"

HAZRAT MOHAMMAD IBNE MUSLIMAH KHADE HO GAYE ARZ KIA, " YA RASUL ALLAH SALALAHO ALAIHE WASSALAM KYA AAP CHAHTE HAI K MAI USKA QATAL KARDU" AAQA SALALAHO ALAIHE WASSALAM NE FARMAYA"HAA""
[ BUKHARI,JILD:2 -,SAFA:576 ]

HAASHIYE ME IMAM KARMAANI KE HAWAALE SE HAI "KA'AB IBNE ASHARAF YAHUDI BANU KURAIZA SE THA OR SHAAYAR THA OR SHAAYRI ME RASUL ALLAH SALALAHO ALAI WASSALAM KI SHAANE AQDAS ME GUSTAKHI KARTA THA"
[ HAASHIYA BUKHARI,SAFA:576 ]

»»► Gustakhe Rasool ko RAB Ta’ala Ne Bade Ghazab ke lafzo me suna diya. (•Must Read)

Yaha Tak ki kaha ki uski asl me khami hai ( Yani hamari zaban me use HARAAMI / BASTARD kehte hai)

NABI ki shan me adna si bhi koi gustakhi kare ye mere RAB ko bhi gawara nahi, aur gustakhe rasool ki radd karna aur use uski asliyat uske moonh pe marna ye ALLAH Ta’ala ki bhi sunnat hai.

ALLAH Ta’ala ne ek gustakhe rasool ko duniya wa akhirat me badnam kiiya, uski radd ki, uske 10 eib ko bhi logo ke samne zahir kiya, yaha tak ki use dunya me bhi saza di aur akhirat ke liye azab bhi.

Woh gustakh kaun tha??
Woh gustakh Walid bin Mughairah tha, jisne NABI e karim sallallahu alaihi wasallam ko ma’azALLAH majnun (yani paagal) kaha tha, uski ye baat sun kar HUZOOR ranjida ho gaye, aur tab ALLAH ne HUZOOR ko tasalli ke liye aur us gustakh ki naak zameen par ragadne ke liye Sura e qalam ki shuru’at ki kuch aayate us gustakh ke haq me nazil farma kar use zaleel kar diya aur duniya walo ko bhi bata diya ki jho rasool ki gustakhi kare unki asl yehi hai, aur RASOOL ko chahne walo ke liye ye ek sunnate ilahi bhi ban gai, taki gustakhe rasool ta-qayamat bakhsha na jaye balke bas jab tak dil se tauba na kare zaleel aur use saza hi saza hai.

Woh quran ki sura e kalam ki ye Aayatein is tarah nazil huwi.

68:1 = Qalam aur unke likhe ki kassam (is aayat me ALLAH ne kalam aur uske likhne wale farishte ki ALLAH ne kassam li hai)
68:2 = Tum apne RAB ke fazal se Majnun nahi
68:3 = Aur zaroor tumhare liye be-inteha sawab hai (Tablighe Risalat aur izhare nabuwwat aur khulq ko ALLAH ki taraf daawat dene aur kuffari ki un behuda aur aftarao aur tano par sabr karna)
68:4 = aur beshak tumhari khub badi shan ki hai.
68:5 = tou ab koi dam jata hai ki tum bhi dekh loge aur woh bhi dekh lenge. (yani ahle makka bhi jab un par azab nazil hoga)
68:6 = ki tum me kaun Majnun tha
68:7 = beshak tumhara RAB khub janta hai jho uski raah se behke aur woh khub janta hai jho raah par hai.
68:8 = tou jhutlane walo ki baat na sunna
69:9 = woh tou is aarzu me hai ki kisi tarah tum narmi karo tou woh bhi narm pad jaye. (yani deen ke mu’amle me unki ri’aayat karke)
68:10 = aur har aise ki baat na sunna jho bada kasme khane wala zaleel (is aayat se us zaleel ki khub radd huwi aur use zaleel kaha)
68:11 = bahut tane dene wala, bahut idhar ki udhar lagata phirne wala
68:12 = bhalai se bada rokne wala, hadd se barhne wala gunehgaar (walid bin mugairah apne beto se kehta ki agar islam kubul kiya tou me tumhe wirasat se nikal dunga, is tarah woh bhalai se rokta aur hadd se barhta)
68:13 = durust khoo (Yani bad-Minjaz aur bad zaban) us sab par turrah ye ki uski Asl me khata (yani uski asl sahi nahi, yani woh ZINA se paida huwa, jab ye aayat us zaleel ne suni tou woh apne maa ke paas gaya aur kaha ki aye maa sach bata ki me kiski aulad hu, agar nahi bataya tou me teri gardan uda dunga, tou uski maa ne kaha ki beta tera baap yani mera shohar tou NA-MARD tha, us se koi aulad nahi, so muje darr tha ki uske marne ke baad uska maal dusre log chhin lenge isliye ek charwahe se zina kara jis se tu paida huwa)
68:14 = us par ki kuch maal aur bete rakhta hai.
68:15 = jab us par hamari aayate parhi jaye (tou) kehta hai (ye) aglo ki kahaniya hai. (yani jab uski haqiqat samne aayi aur jab zaleel huwa tou logo ko kehne laga ki ye tou kisi aur ki kahani suna rahe hai aur mujh pe daal rahe hai.
68:16 = karib hai ki hum uski SOOWAR ki si thoothni me daagh laga denge. (yani uska chehra bigad denge, yani uski ye pehchan hogi ki uski bad-baatini ki alamat uske chehre se zahir ho, aur kehte hai ki badr me uski naak kat kar gir gai)

Kya haalat huwi hogi jab us gustakh e rasool ne ye aayat suni hogi, bada zaleel huwa. Aaj Ke Wahibi, Thanvi Dahelvi Ambetvi, Ahlekhabees Zakir nalayak Kutta(Nabi Ko Murda Kehne wala ;Mazallah.), To Is Walid Bin Mugir Se Bhi Gaye-Guzre hai. Jo Nabi Ki Adawat Me Kuchh B Bakte Rehte hai. Inka Nazariya Ye hai Ki Allah Ki Taazim Ke Liye Nabi Ki Gustakhi Karo (Ma'zallah.)

Ek Nukta aur bhi:
ALLAH ne hamare ko be-inteha khubiyo se nawaza hai, aur in aayato me bhi ALLAH farma raha hai ki hum ne badi shan ki hai aap ki, aur badi shan wale ka kya koi eib ho sakta hai! aur woh bhi jab RAB ta’ala itne shan barhaye tou kaun hai jho usme eib nikale.

Jab koi exam me student awwal no. aata hai tou us student ki shan tou barhti hai, magar sath sath charche uski school ya college ya madarse ya tution sikhane walo ki bhi tarife barh jati hai. log sochte hai ki kaha pe tution jata tha ya kaha pe school jata tha. Yani is se ustaz ki bhi kabeliyat ka pata chalta hai.

Thik isi tarah ambiya e kiram ko jho bhi ilm hansil huwa woh apne RAB ki taraf se hansil huwa, kasir aayate hai jisme ALLAH ne farmaya ki hum fala nabi ko fala ilm sikhaya, isi tarah hamare pyare aaqa ko bhi jho bhi ilm hansil hai woh ALLAH hi ki ATA se hansil hai, tou pata chala ki hamare aaqa sikhne wale tou ALLAH aap ko sikhane wala yani ustaz huwa.

Ab gaur kare ki agar koi nabi ke ilm me zara sa bhi shak kare ya nabi ke ilm ko hakir jane, goya usne khud nabi ko sikhane wale ustaz yani ALLAH ke sikhane par shak kiya.

»»»► Jaisa ki deobandi Molvi Ashraf Ali Thanvi ne apni kitab me likha hai:

Jaisa ilm Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) ko hai waisa tou zaid, amar, chote bachche, pagal balke janwaro ko bhi hai (Ma’azALLAH)
[ Kitab Hifzul Iman: Molvi ashraf ali thanvi: Page No. 15 ] aur
[ Molvi khalil ambhetvi ne bhi barahene qatiya naam ki kitab me page no. 55 pe yehi ibarat nakal ki hai]

Ma’azALLAH, summa Ma’azALLAH. GUSTAKHERASOOL PAR LANAT HO.

GUSTAK E RASOOL GIRGIT:

Jab Ibrahim Alaihissalam ko aag me dala gaya tha, aur phir jab aag KHUDA ke hukam se dheere dheere thandi ho rahi thi to girgit use apne moonh se phoonk maar kar aur jala raha tha.

Jab NABI E KARIM {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} aur Hazrate Siddiq e Akbar Radiyallahu Anhu Gaar me aaram farma the (hijrat ke waqt), tou us gaar ke bahar Makdi ne jaale baand diye aur kabootar ne ande de diye, Jab kafir waha par pahuche tou unhone jaale aur ande dekh kar ye andaza lagaya ki isme koi gaya nahi hoga, agar koi andar jata tou jaale toot jate aur ande phoot jate, ye soch kar kafir waha se jaa rahe the tou GIRGIT un kafiro ko gardan hila kar ishara kar raha tha kiwoh dono andar hi hai.

aur tab hi girgit ki gardan me ALLAH ne azab daal diya ki woh hamesha apni gardan hilata rehta hai.

RASOOLALLAH SALLALLAHU ALAIHE WASALLAM ne GIRGIT ko maarne (qatl) karne ka hukam diya hai.

Aur dusri riwayat me hai ki jo pahle waar me maar dale use 100 naiki, dusre waar me maare use 100 se kam aur tisre waar me mare use us se bhi kam naiki milegi.
[ Sahih Muslim, Jild 03, Kitab: Tibbi, Page 197-98, Baab 38,Hadith No. 5803-04-05-07-08-09 ]
[ Bukhari Sharif: 3359, 3307 ]
[ Ibn e Maja: 3228 ]
[ Abu Dawood Sharif: 5263-64 ]

AAP BHI EK BAAR KEH DIJIYE GUSTAKH E NABI PAR LANAT HO.
Nabi e Paak Ka Naam Sun Kar Anguth Choom Lena Sahaba e Kiram Ki sunnat Hai.
Nabi K paak Ki Tazim Ke Liye Khade Ho Jana Sahab E Kiraam Ki Sunnat Hai.
24 Log Rastra Geet (National Anthem) Parne Ke Liye Khade Ho Jate Hai, Aur Nabi Ke salam Par Khadaa Hone Ki Baat Aye To Shirk Nazar Aya Hai Andhon Ko.
Nabi Ke Gustakhon (24) Ko Sab Jagah Sirf Shirk Aur Biddat Hi Dikhta Hai.

1 comment: