Friday, May 6, 2016

ETIKAAF

🌴🍭🌻 ETIKAAF ETIKAAF TAREEF 🌻🍭🌴

❇Ramzan Ke 21 we Roze Se Shawwal Ka Chand Dikhne Tak Allah ﷻ Ke Lye Masjid Me Thaherna Etekaf KehlataHai .

                     ⏳MASALA

📬✒ Etekaf Wala Agar Bagair Uzr Ke Masjid Se Nikla Agarche Bhool Se Nikle To Etekaf Toot Gaya .

                    ⏳ MASALA

📬✒ Etekaf Wala Masjid Me Hi Khaye Piye Soye Agar in Kaamo Ke Liye Bahar Gaya To Etekaf Toot Gaya .

                    ⏳ MASALA

📬✒ Etekaf Mard Aurat Balig Aur Na Balig Sab Kar Sakte Hain. Aurat Ghar Ke Us Hisse Me Etekaf Kare Jahan Namaze Padhti Ho...

                      ⏳ MASALA

📬✒ Etekaf Mard Aurat Balig Aur Na Balig Sab Kar Sakte Hain. Aurat Ghar Ke Us Hisse Me Etekaf Kare Jahan Namaze Padhti Ho...

                       ⏳ HADEES

📬✒ Jisne Ramzan Me 10-Dino Ka ETEKAF Kiya To Aisa Hai Jaise 2-Hajj Aur 2-Umre Kiye

                        ⏳ HADEES

📬✒ Ramzan Ke Aakhri Ashre
(20 Roze Ki Sham Se Chand Dikhne Tak)
Me Huzoor ETEKAF FARMAYA Karte The..?

📚SAHI MUSLIM Safa-597,Hadis No-1172📚

                      ⏳ HADEES ⏳

📬✒ Jo Etekaf Kare Roza Rakhe Jur Etekaf Jamat Wali Masjid
(Jisme Jamat Se Namaz Hoti Ho)
Mein etikaf Kare

📚SUNANE ABI DAWOOD Hadees No-2472📚

                     ⏳ HADEES ⏳

📬✒ Etekaf Karne Wala Na Mareez Ko Dekhne Jaye Na Janaza Me Hazir Ho Na Aurat Ko Haat Lagaye

  📚SUNANE ABI DAWOOD Jild-2,Page-492📚

🌹 2 HAJJ+2 UMRA KA SAWAB 🌹

                      ⏳ HADEES ⏳

📬✒  KHULASA:-   jisne ramzaan me (10din ka)   Etikaf kar liya voh aisa hy jaise 2 hajj aur 2 umre kiye..

📚(SHUABUL IMAN jild-3 , page no-425 hadis no-2966 )📚

              ⏳ETIKAF KE 2 FAYDE⏳

📬✒ ( 1 )gunah se hifazat hogi ( 2 ) jo nekiya baahr rah kr krte the uska bhi etikaf me swab milega

📚 (IBNE MAJAH jild-2 page no-365 hadis no-1781) 📚

📬✒ Etikaf krne wala aata hy ALLAH ﷻ ki riza paane aur nekiya kmane magar ehtrame masjid ka lihaj na Rakhe to Gunah kma kr jata hy

🌷ETIKAAF KI NIYYAT IS TARAH KRE🌷

📬✒ mai ALLAH ki rizaa ke liye ramzanul mubark ke aakhri ashrah ke sunnate etikaf ki niyyat krta hu ISE AAM KRE..

               🌃 MASJID KE AADAB 🌃

📬✒ qible ki taraf paav failana har jagah mnaa hy masjid me kisi taraf na failaye ki ye khilafe aadabe darbaar hy..

📚(AL MALFUZ hissa-2 page no-377)📚

                           ⏳ LOSS ⏳

📬✒ Etikaf krne wala aata hy. ALLAH ﷻ ki riza paane aur nekiya kmane magar ehtrame masjid ka lihaj na rkhe to gunah kma kr jata hy

                   ⏳ MASAIL INFO

📬✒ muh me badbu hone ki haalat me masjid jana hraam hy

📚(FTAWA RAZVIYYA jild-7 , page no-384)📚

📬✒  Etikaf me aisee chize n khaye jis se muh me badbu paida ho. .

               ⏳ KADAWI NASIHAT ⏳

📬✒ dauraane etikaf jo aadabe masjid ka khyaal n rakhe aur fuzul gupshup me mashgul rahe aise ka to etikaf na krna hi behtar hai...

                 🌹LADIES TAALIM🌹

📬✒ Islami bahne apne ghar me namaz ada krti ho vahaa etikaf kre
(DURRE MUKHTAR) haiz (maahwaari) aur nifaas se paak hona zaruri hy

📚(durre mukhtaar, raddul muhtaar jild-3 , page no-429)📚

        ⏳ETIKAF WALE IN SE BACHE

📬✒ Fuzul waqt bitana   ziyada sona    bila zarurat dunya ki baate krna   masjid me hasna ISE ETIKAF KRNE WALO TK AAM KRE..

   ⏳ETIKAF WALE ITNA ZARUR KRE⏳

📬✒  khub nek niyyate    masjid ka ehtram    har namaz pahli saf me    taaq raato me ibadat ETIKAF KRNE WALO TK AAM KRE...

         🌃 MASJID E AISEE RAKHO 🌃

                ⏳RIVAYT KHUALSA⏳

📬✒ Masjide saaf aur khushbu daar rkhi jae..

📚(SUNNE ABI DAUD jild-1 , page no-197 hadis no-455)📚

📬✒libas,badan me badbu ho us waqt masijd nA jae .

                      ⏳REHNUMAI

📬✒ Jinhe muh se badbu aane ki bimari ho behtr hy etikaf na kre ftawa razviyya me hy muh me badbu hone ki haalt me masjid jana hram hy...

📚(Ftawa razviyya jild-7 , page no-384)📚

⏳ ETIKAF KRNE WALO SE ARZ⏳

📬✒ Etikaf ki mukammal barkate pane ke liye masjid ke aadab aur etikaf ke zruri msail achchhi trah sikh lijiye AAM KRE...

🌹🌷🍭🌹🌷🍭🌹🌷🍭🌹🌷🍭🌷🍭🌹🌷🌹

No comments:

Post a Comment