📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 01
✅Hadees
💛Imamul Hadees Hazrat Hakeem Tirmizi رحمتہ اللہ علی Apni Kitab 'Navdirul Usul' Mein Hazrat Zakwan رضي الله عنه Se Riwayat Karte Hai
💖Sarkar E Do Aalam صلى الله عليه وسلم Ka saaya na suraj ki dhoop mein nazar aata tha nahi chand ki chandni mein
📜Al Mawahibul ludhiana alsa sahmailil muhammadiya misr page 30
✅Hadees
💛Hazrat Abdullah bin mubarkh aur hafeez ibne jojhi رحمتہ اللہ علیہ hazrat ibne abbas رضی اللہ عنہ se riwayat karte hai.
💖Sarkare du aalam صلى الله عليه وسلم ke jism Mubarak kaa saya nahi tha naa suraj ki dhoop mai naa chirag ki roshnani mai sarkar kaa noor suraj aur chirag ki roshni mai galib raheta tha.
📜Kasa A se kubra jild no 1 page no 28
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم ka saya nahi tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 02
✅Hadees
💛Imam ragib asfaani رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖Riwayat ki gai ke jab Huzur صلى الله عليه وسلم chalte the aap kaa saya naa hota tha.
📜Al maruful rahad
✅Hadees
💛Imam nafsi tafsire madarikh sharif mai Hazrat Usman Gani رضی اللہ تعالٰی عنہ se ye hadees nakl karte hai.
💖Hazrat Usman Gani رضی اللہ تعالٰی عنہ ne bargahe RISALAT mai arz kiya khuda jal jalalu ne aap kaa saya zameen par padne nhi diya takhi is par kisi insaan kaa kadam naa padh jaye.
📜Madarikh sharif
Jild 02 page no 28,
Madarijun Nabuwa Jild 01 page 161.
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم ka Saya Nahi Tha 💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 03
✅Hadees
Imam jalaluddin Siyuti (Imam Shafai رحمتہ اللہ علی) farmate hai.
HUZOOR صلى الله عليه وسلم Jane Noor Ka Saya Jameen Par Nahi Padhta Tha Aur Na Suraj Ki Roshni Mein Saya Aata Tha.
Ibne Subah Iski Wajah Bayan Karte Hai Ke Huzur صلى الله عليه وسلم Noor The.
Rajin Ne Kaha Ke Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Noor Sab Par Galib Tha..
📜Anmujjul labib
✅Hadees
💛Imam Zaman Quazi Aayaz رحمتہ اللہ علیہ Farmate Hai.
Ye Jo Bataya Gaya Hai Ke Suraj Aur Chand Ki Roshni Mein Huzur صلى الله عليه وسلم Ke Paak Jism Ka Saya Nahi Padhta Tha Aur Aap صلى الله عليه وسلم Ke Jism Aur Libas Par Makkhi Nahi Baithti thi To Iski Wajah Ye Hai Ke Huzur صلى الله عليه وسلم Noor The.
📜Shifa Quazi Aayaz Jild 1
Page no 342 se 343.
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 04
✅Hadees
💛Allama Ibne Hajar Makkhi رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖HUZOOR صلى الله عليه وسلم pabandi ke sath ye duva farmate hai ke Ya Ilahi mere tamamam sare Jism ko noor karde aur is duva ka matlab ye hi nhi ke noor hona abhi hasil naa tha ki iski dua mangte the balke ye duva is baat ko sabit karne ke liye thi ki haqeeqat mai Huzur صلى الله عليه وسلم ka tamam Jism noor tha
💛Aur ye Reham Allah paak ne Huzur صلى الله عليه وسلم par kar diya jaisa ke hame hukum hua ke surah bakhra sharif ki Aakhri ayaat padhe woh bhi is baat ke sabit hai ke ALLAH paak ka reham hai
💖Aur Huzoor صلى الله عليه وسلم ke noor ho jana isse sabit hota hai ke dhoop yaa chandni mein Huzur صلى الله عليه وسلم kaa saya paida nahi hota.
💛Isliye ki saya ko gada hota hai aur Huzoor صلى الله عليه وسلم ko Allah pak ne tamam jismmani kasafatu se paak karke sarapa noor kardiya lihaza Huzur صلى الله عليه وسلم ka saya as-salan nahi tha.
📜Afzullul Kar Ul Kura Ummul Kura Sharah Ummul Kura Sharah No 2, Page 128-129, Jild 1.
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzoor صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 05
✅Hadees
💛Ulama Shabuddin Khuffaji رحمتہ اللہ علیہ ek nazam mai farmate hai.
💖Adab ki wajah se HUZOOR صلى الله عليه وسلم ke saya jism ke daman zameen par ragadta hua nhi chalta tha halaki Huzur صلى الله عليه وسلم hi ke saya e karam mai sare insaan chain ki neend sote hai is se hairat angez baat aur kya ho sakti hai
💛Is baat ki gawahi ke liye Quran kareem ki ye gawahi kaafi hai ke Huzur صلى الله عليه وسلم mubeen hai aur Huzoor صلى الله عليه وسلم ka saya na hona bashar hona ke manafi nhi hai.
📜Nasimor riyaz jild 3
Page no 319 misri
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 06
✅Hadees
💛Imam Ahmad Kustulani farmate hai.
💖HUZOOR صلى الله عليه وسلم ke jism e athar ka saya na suraj ki roshni mein padta tha na chand ki chandni mein.
📜Mawahibul ludhiana
Jild 1 page no 180,
Zurkanhi Jild 4
Page no.220
✅Hadees
💛Allama Ibne Hussain Muhammad Diyaar farmate hai.
💖HUZOOR صلى الله عليه وسلم ke paak jism ka saya na suraj ke roshni mein padhta na chand ki chandni mein.
📜Kitabul khamisi
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 07
✅Hadees
💛Allama Suleiman Jumal رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖HUZOOR صلى الله عليه وسلم kaa paak jism ka saya suraj ki roshni mein padhta tha na chand ki chandni mein.
📜Hayate ahmadiya sahrah hamiziya page no 5.
✅Hadees
💛Imam Rabbani Mujaddid Alf Sani رحمتہ اللہ علیہ farmate hai
💖HUZOOR صلى الله عليه وسلم ka saya na tha aur is ki wajah ye hai ke aalame shahadaat mein har cheez uska saya latif hota hai aur sarkar du aalam صلى الله عليه وسلم ki shaan ye hai ke kayanaat mai un se zyada koi latif cheez hai hi nhi phir Huzur صلى الله عليه وسلم kaa saya kyu kar padhta.
📜Maktobaat jild no 3,
Page no 147.
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 08
✅Hadees
💛Sahibe Majam Ul Bahar Allama Shaikh Mohammad Taher رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖HUZOOR صلى الله عليه وسلم naamo mein se noor bhi ek naam hai aur uski khususiyat hai ke Huzur صلى الله عليه وسلم kaa saya na dhup mein aur na chandni mein.
📜Majmah Baharul Anwar
✅Hadees
💛Sahibe Siratul Halbiyaa ( Marufabi Sirat Shaami) farmate hai.
💖HUZOOR صلى الله عليه وسلم jab suraj yaa chand ki rushani mai chalte to aap ka saya na hota tha is liye ke aap noor the.
📜Almarof al Raadt
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 09
✅Hadees
💛Imam Takiuddin Subki رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖Khuda e Rahman ne aap ke saya ko zameen par therne se paak farmaya aur be adbi se bachne ke liye aap ki azmat ke karan isko lapet diya ki dikhayi na de imam shaikh Ahmed manavi bhi yahi farmate hai.
✅Hadees
💛Imamul Aarifeen Moulana Jalaluddin Rumi رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖Jab fakhr ki manzil mein durvesh faana ka libas pahen leta hai to Mohammad صلى الله عليه وسلم ki tarah uskaa bhi saya khtam ho jaata hai.
📜Masnavi wa manvi baab panjum
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha 💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 10
✅Hadees
💛Hazrat Allama Bahirul Uloom Lukhnavi رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖Huzur صلى الله عليه وسلم ke is mouzize ki taraf ishara hai ki Huzoor صلى الله عليه وسلم kaa saya nhi tha.
✅Hadees
💛Imamul Muhaddisin Hazrat Shah Abdul Aziz Bin Shah Waliullah Muhadees Dehlvi رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖Jo khusiyat nabi e akdaas صلى الله عليه وسلم ke jism mubarak mein ata ki gayi un mein se ek ye thi ke aapka saya zameen par nhi padhta tha
📜Tajikiratul moula wal kubur jild 13
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 11
✅Hadees
💛Quazi Sanaullah Pani Patti musannif mala buddha minha woh tafsire mazhari ne farmaya hai.
💖Ulma e karam farmate hai ke Rasool صلی اللہ علیہ و سلم ka saya nahi tha.
✅Hadees
💛Muffti Inayat Ahmad Kakorhvii رحمتہ اللہ علیہ farmate hai
💖Aap صلى الله عليه وسلم kaa jism noor hai is wajah se aapka saya naa tha.
📜Tarikh e Habibe Illah Jild 161.
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 12
✅Hadees
💛Hazrat Shah Ahmad Saied Mohaddis Dehlvi Summa Al Madni رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖Saya aap صلى الله عليه وسلم ka nahi tha, Jism E Akdas aapka noori tha.
📜Saiedul bayaan fi mouleed syadul inas wa jaan jild 113
✅Hadees
💛Hazrat Shaikh Abdul Haq Mohaddis Dehlvi رحمتہ اللہ علیہ farmate hai
💖Aap Hazrat صلی اللہ علیہ و سلم sar e akhdas se pair mubarak tak sarasar noor the.
📜Madrijun nubuwwa farsi jild 137, Hissa 1
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 13
✅Hadees
💛Allama Jalaluddin Siyuti As Shafai farmate hai.
💖Ibne sabah ne Huzur صلی اللہ علیہ و سلم ki shaan e akdas mein kaha ki aapka saya dhup aur chandni donu mein is wajah se nahi tha kyu ki aap صلى الله عليه وسلم sar akdaas se pair mubarak tak noor the.
📜Khasa E Se Kubra page 169
✅Hadees
💛Mulla Ali Qari رحمتہ اللہ علیہ farmate hai
💖HUZOOR صلی اللہ علیہ و سلم ka qalb mubarak aur jism akdas noor tha aur sabhi noor isi noor se roshan the.
📜Sharay shifa bar hasiya nasimorriyaz jild 215
Hissa 1
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 14
✅Hadees
💛Quazi Aayaz Malki Undulisi رحمتہ اللہ علیہ farmate hai
💖Aap صلی اللہ علیہ و سلم ka jism e akdas ka saya na dhup mein hota aur na chandni mein kyuki aap صلى الله عليه وسلم noor the.
📜Aashi-shafa jild 552
Hissa 1
✅Hadees
💛Molana Abdullahi Lukhnawi رحمتہ اللہ علیہ farmate hai.
💖Beshak Nabi kareem صلی علیہ و سلم jab dhoop aur chandni mein chalte the to aapka saya zameen par nhi padhta tha kyuki saya kasof (gadha) hota hai aur aap صلى الله عليه وسلم sar se kadam tak noor hai.
📜Aatalikh al al ajib jild 13
Hawala al al anwarul.
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 15
✅Muffti Shafi Deobandi ka fatwa:-
💛Sawal:-
Woh hadees kaunsi hai jis mai Rasool e maqbul صلی اللہ علیہ و سلم ka saya zameen par nhi padhta tha ?
💖Jawab:-
Imam Siyuti ne kasa e se kubra mein aap Hazrat صلی اللہ علیہ و سلم ka saya zameen par nahi padhta tha ke baare mein ye hadees nakl farmay hai.
💛Aur tawarikhey habibe illah mein inyat Ahmad kakurvi رحمتہ اللہ علیہ likhte hai ke aap صلى الله عليه وسلم ka jism e akdas noor hai isi wajah se aap صلى الله عليه وسلم kaa saya nahi tha.
📜Azizul Fatwa hissa 06, Page 202, Fatwa Darul Uloom Deoband Page 163.
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 16
💛Molvi Ashraf Ali Deobandi likhta hai.
💖Hamare Huzur صلی اللہ علیہ و سلم sar se pair tak noor the.Huzoor صلی اللہ علیہ و سلم mein julmat ( andhera) nam ko bhi nahi thi isliye aap صلى الله عليه وسلم kaa saya nahi tha.
📜Shukun Niamat Bi Jikre Rahmaturahma page 31
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 17
💛Qari Muhammad Tayyab Deobandi likhta hai ,
💖Aap صلی اللہ علیہ و سلم ke jism jamal mubarak aur haqeeqat paak sab hi me nooraniyat nazar aati hai.
📜Aftabae nabuwat page 49
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
📚📚📓📓📚📚📓📓📚📚
💖Huzur صلى الله عليه وسلم Ka Saya Nahi Tha💖
💖💛💖💛💖💛💖💛💖💛
🌀Part 18
💛Molvi Aabid Miya Deobandi apni kitab rahematul lil aameen mein likhta hai.
💖Aap Hazrat صلی اللہ علیہ و سلم ka jism paak noorani tha jis waqt aap dhoop aur chandni raat mai aamaad woh rafaat farmate the to bilkul saya nahi hota tha.
📜Rehmatulil alameen page 53
👉🏾 The End..
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
To be Continue....
Post Written by...
Jamaluddin Raza
🌻🌻 TALIB E DU'AA
👤👤 Jamaluddin Raza
Our fb Page fb Link
https://www.facebook.com/GULAM-E-AALA-HAZRAT-1765594710320274/
❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁❁
No comments:
Post a Comment