βΉβΉβΉβΉβ¬β¬βββ΅β’β΅βββ¬β¬βΉβΉβΉβΉ
ββ· www.onlyrazvimp3group.in β·β
βͺGHOUS E AZAM KEHNA KAISA?βͺ
βββββββββββββββββ
π[ POST 1 OF 6 ]π
βΉβΉβΉβΉβ¬β¬βββ΅β’β΅βββ¬β¬βΉβΉβΉβΉ
π "SHAIKH ABDUL QADIR JEELANI" {RADIALLAHU ANHU KO} "GHOUSE AZAM KEHNA KAISA ??"
π BAD-AQEEDA LOG KEHTE HAIN KI GHOUSE AZAM KEHNA SHIRK HAI,
π MUSALMAN SULTANUL AWLIYA, PEERANE PEER, ,DASTAGHEER SHAIKH ABDUL QADIR JEELANI ( RADIALLAHU ANHU ) ko, kai al-qabon se pukarte hain, un may ek laqab hay "Ghouse Azam" jiska matlab hota hai
πΉ"BADA MADADGAR"πΉ
π Kuch log bhole bhale musalmano ko ye kah kar bah-kate aur unme zehni intashar paida karte hain ki madadgar to sirf "Allah tala" ki zaat hai fir sheikh abdul qadir jeelani (radi Allahu Taala Anhu ) ko kaise bada madadgar keh sakte hain ?, yeh to shirk hai, fir woh QURA'AN ki ye ayat bhi pesh karte hain..
π "Yeh is liye ki Musalmaanon ka madadgaar ALLAH hai"
π(Surah e Muhammad, Aayat 11)
ββ’β’βββ’β’βββ’β’ββ’ββ’ββ’β’βββ’β’βββ’β’β
βͺ TO BE CONTINUED
POSTED BY
β FROM
π"GULAM-E-AALA-HAZRAT"π
π TALIB E DU'AA
π Jamaluddin Raza
π₯VISIT G.E.A.H PAGES LIKE & COMMENTS
π» fb.me/Gulam.E.Aala.Hazrat1
π» https://plus.google.com/116611277293695153777
π»www.gulam-e-aala-hazrat.blogspot.com
ββ’β’βββ’β’βββ’β’ββ’ββ’ββ’β’βββ’β’βββ’β’β
βΉβΉβΉβΉβ¬β¬βββ΅β’β΅βββ¬β¬βΉβΉβΉβΉ
ββ· www.onlyrazvimp3group.in β·β
βͺGHOUS E AZAM KEHNA KAISA?βͺ
βββββββββββββββββ
π[ POST 2 OF 6 ]π
βΉβΉβΉβΉβ¬β¬βββ΅β’β΅βββ¬β¬βΉβΉβΉβΉ
π Fir kehte hain ke dekho jab Allah madadgar hai to koi aur madadgar kaise ho sakta hai ye to shirk howa...?,
π Kash yeh jahil qaum qura'an ko samajhte to khud apna bhi iman mahfooz rahtay, aur dusron ko yun bhatkaatay na firtay,
π beshak farmanay ILAHI haqe hay, us par hamara iman hay, magar ALLAH TA'ALA Qura'an mein ye bhi farmata hai ke JIBRAEL (ALAIHE SALAAM) AUR AULIYA E KARAM BHI MADADGAAR hain, irshad E ILAHI
π [ :ΩΩΨ₯ΩΩΩΩ Ψ§ΩΩΩΩΩΩ ΩΩΩΩ Ω ΩΩΩΩΩ°ΩΩΩ ΩΩΨ¬ΩΨ¨ΩΨ±ΩΩΩΩ ΩΩΨ΅Ω°ΩΩΨΩ Ψ§ΩΩΩ ΩΨ€ΩΩ ΩΩΩΩΩΩ Ϋ ΩΩΨ§ΩΩΩ ΩΩΩ°ΩΨ¦ΩΩΩΨ©Ω Ψ¨ΩΨΉΩΨ―Ω Ψ°Ω°ΩΩΩΩ ΨΈΩΩΩΩΨ±.]
π "Beshak Allah unka madadgar hai aur jibraeel aur neek Imaan wale aur iske ba'ad farishte madad karte hai"
π(Surah Tahreem ayat #4 )
ββ’β’βββ’β’βββ’β’ββ’ββ’ββ’β’βββ’β’βββ’β’β
βͺ TO BE CONTINUED
POSTED BY
β FROM
π"GULAM-E-AALA-HAZRAT"π
π₯πΏ TALIB E DU'AA
π Jamaluddin Raza
πVISIT G.E.A.H PAGES LIKE & COMMENTS
π» fb.me/Gulam.E.Aala.Hazrat1
π» https://plus.google.com/116611277293695153777
π»www.gulam-e-aala-hazrat.blogspot.com
ββ’β’βββ’β’βββ’β’ββ’ββ’ββ’β’βββ’β’βββ’β’β
βΉβΉβΉβΉβ¬β¬βββ΅β’β΅βββ¬β¬βΉβΉβΉβΉ
ββ· www.onlyrazvimp3group.in β·β
βͺGHOUS E AZAM KEHNA KAISA?βͺ
βββββββββββββββββ
π[ POST 3 OF 6 ]π
βΉβΉβΉβΉβ¬β¬βββ΅β’β΅βββ¬β¬βΉβΉβΉβΉ
π Pehli ayat par Gaur kare to yeh Sawaal paida hoga ki madad karna ALLAH TA'ALA ki siffat hai, phir dusri ayat may Hazrat Jibrael (Aleh Salaam) aur AUliya-E-Karam ko madadgaar farmaya, to kiya yeh SHIRK Huwan ??? kia "Allah Tala" khud quran me shirk ki taleem de raha hai..?,
(Nauzubillah)
π Is main Tatbee yun qayam hogi ki ALLAH TA'ALA Haqeeqi madadgaar hai, aur jibrael (Alaihe Salaam), aur Aliya-E-Karam, ALLAH TA'ALA ki Ata say madadgaar hain ,jo Zaat-E-Baari TA'ALA unhay ata farma raha hai us may aur jis ko madad karnay ka ikhtiyar ata kiya ja raha hai
π un Hazraat may barabri ka Tassawwur bhi nahi kiya ja sakta, aur jab barabri nahin to SHIRK kahan say hoga ??? yah to khud ATAYE-ILAHI par atraz howa,
lehaza Shaikh Abdul Qadir jeelani (radi Allahu Taala Anhu ) Ko Ghaus e Azam kehna hargiz shirk nahi ho sakta balki yah ALLAH ki ata say madad-gaar bane..
π Hum Qura'an say kuch aur misalay pesh karte hain taki zehan saaf ho jaye aur wahabiyon ke makkari fareb say bachay Allah Ta'ala Qura'an paak me irshad farmata hay..
β[,ΩΩΩ ΩΩΩ Ψ£ΩΨ΅ΩΨ―ΩΩΩ Ω ΩΩΩ Ψ§ΩΩΩΩΩΩ ΨΩΨ―ΩΩΨ«ΩΨ§]
π Aur Allah say ziyadah kis ki baat sachi"
π(Surah Nisa , Ayat : 87 )
ββ’β’βββ’β’βββ’β’ββ’ββ’ββ’β’βββ’β’βββ’β’β
βͺ TO BE CONTINUED
POSTED BY
β FROM
π"GULAM-E-AALA-HAZRAT"π
π₯ TALIB E DU'AA
π Jamaluddin Raza
ππ₯VISIT G.E.A.H PAGES LIKE & COMMENTS
π» fb.me/Gulam.E.Aala.Hazrat1
π» https://plus.google.com/116611277293695153777
π»www.gulam-e-aala-hazrat.blogspot.com
ββ’β’βββ’β’βββ’β’ββ’ββ’ββ’β’βββ’β’βββ’β’β
Mein aj tk issi confusion π mein tha oor ap ne Ayat sey sabit kr diya. Shukriya
ReplyDelete