๐๐น๐ท๐ป๐๐๐๐๐๐ป๐ท๐น๐
โโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโ
๐๐๐ MASAIL -E- QURBANI ๐๐๐
โโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโโ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐โโญ PART-OF-NO.. [ 1 ] โฎโ๐
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ๐ฝ๐ Ye ek maali ibadat hai jo Malike-nisab par wajib hai khaas janwar ko khas Din Allah ๏ทป ki riza ke liye sawab ki niyat Se zibah karna...
๐[ Qanun e Shariat : 210 ]
๐[ QURBANI KE MASAIL ]๐
โ๐ฝ๐ Allah ๏ทป ko hargiz na unka Gosht pahunchta hai na unka khoon han tumhari parhezGaari us tak pahunchti Hai...```
๐[ Al-hajj ayat. 37 ]
๐[ QURA'AN ]๐
โ๐ฝ๐ Aur humne har ummat ke liye 1 Qurbani muqarrar farmayi ke Allah ๏ทป ka naam le uske diye hue chopayo (janvar) par...
๐[ Al-Hajj Ayat.. 34 ]
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐โญ PART-OF-NO.. [ 2 ] โฎ๐
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ท[ MAAL AUR KANJUSI HADEES ]๐ท
โ๐ฝ๐ Jis shakhs me qurbani karne ki vusโat ho fir bhi vo qurbani na kare to
vo hamari Eidgaah ke Qarib na aaye....```
๐[ IBNE MAJAH 3/3123 ]
๐ท[ QURBANI KI FAZILAT ]๐ท
โ๐ฝ๐ Qurbani apne karne wale ke nekiyo ke palle me rakhi jaegi jisse nekiyo ka palda bhaari hoga...
๐[ ASHIโATUL LAMโAAT Jild -1 Page -654 ]
๐ท[ MASAIL QURBANI]๐ท
โ๐ฝ๐ qurbani kis par wajib hay...?
[ A ]. Har aaqil, baalig, muqim muslman mard & aurat malike nisab par Qurbani wajib hay...```
๐[ Fatawa AALMGIRI j-5 p-292 ]
โ๐ฝ๐ Yad Rkhein Har Malike Nisab yani [ 52.5 ] Tola chandi ya [ 7.5 ] Tola sona ya Inme Se Kisi [ 1 ] Ki Qimat ke Malik Mard O Aurat Par Har Saal Qurbani WAJIB Hai....
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ โญPART-OF-NO.. [ 3 ] ๐
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ๐ฝ๐ [ Qurbani Ke Janwar Ki Umar ]
[ 1 ] Uonth 5 Saal ka
[ 2 ] Bail,Gaaye 2 Saal ka
[ 3 ] Bakara/Bakri 1 Sal Isse Kam Umr ho to Qurbani Jayez Nhi Zyada hoto Afzal Hai...
๐[ Bhare Shairiyat ]
โ๐ฝ๐ [ QURBANI KE JANWAR KI UMAR ]
[ 1 ] uoont 5 saal ka
[ 2 ] bhes vgera 2 saal ki
[ 3 ] bakra-bakri,dumba-dumbi, bhed. (nar va mada)1 saal ke...
๐[ DURRE MUKHTA 9/p-533 ]
๐ [ MASAIL ]๐
โ๐ฝ๐ In janwar ki Qurbani jaiz nahi..
[ 1 ] ya dono kaan na ho
[ 2 ] kaana ho
[ 3 ] aisa bimaar jiski bimari zahir ho.,,
๐ [ DURRE MUKHTAR 9/535,537 ]
๐ [ MASAIL ]๐
โ๐ฝ๐ Aisa langda jo apne paav se Qurban gaah tak na jaa sake aise janwar ki qurbani na jaiz hai..
๐[ DURRE MUKHTAR 9/535 ]
โ๐ฝ๐ Market me qurbani ka janwar lene jae to pahle sharai masail ki mualumat karlo taaki qurbani ke laik janwar mile aur wajib ada ho..```
๐ [ MASAIL ]๐
โ๐ฝ๐ Ghar me sabki taraf se {1} qurbani kar dena kaafi nahi balki jitne (baalig) log sahibe nisab hay utni qurbaniya kare.._
๐[ Fatawa E AALMGIRI 5 p-304 ]
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐โญ PART-OF-NO.. [ 4 ] โฎ ๐
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ [ ISLAMI TAALIM MISAAL ]๐
โ๐ฝ๐ {1} ghar me {10} (baalig) member hay unme {7} saahibe nisab hay to un {7} par Qurbani wajib haiโฆ
๐[ fatawa aalmgiri jild-5 page-304 ]
โ๐ฝ๐ Qurbani me Gaaye bail ke {7} Hssa Aur Uonth ke {7} Hsse hai Yani In dono Janwaro me {7-7} Aadmi Qurbani me Hissa le sakte hai aur Bakra Sirf 1 Hissa...```
โ๐ฝ๐ Gosht Khane ki Niyat-se Janwar NaKharide aur Na Paala jaye Balki ALLAH ๏ทป ki RAZA ke liye Qurbani honi chahiye Dikhawa Show Baazi karna Jayez Nahi....
โ๐ฝ๐ Aksar shaadi suda aurto par Qurbani wajib hoti he kyo ki unke paas jo zewar hai unki Qimat takriban โnisaabโ ke barabar tak pahunch jati hai... pyare nabi ๏ทบ sllallahu alyhi wasllam ne is ummat ke liye Qurbani ki (MUSLIM). jisse ho Sake wo Nabi E Pak ๏ทบ ke naam ki bhi Qurbani kare....
๐[ bahare shariat]
โ๐ฝ๐ Agar Sahibe-Nisab (maaldar) Ki Qurbani Ka Janwar MAR Jaye To Qurbani MAAF Nahi, DUSRA Janwar Lakar Qurbani Kare....```
๐[ Fatawa Aalamgiri ]. Neki
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐โญ PART-OF-NO.. [ 5 ] โฎ๐
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ๐ฝ๐ Qurbani ke masail kisi achche Sunni Aalim Deen ya imam-se malum kare kisi be-padhe Ya Kisi Badmazhab shakhs-se malum na kare ke aksar aise logo ko poori bat malum nahi hoti.. Kuch Jahil Log bepadhe Aur Badmazhab jo khud ko Aalim Smajte hai shriat ke Msail Me Bahes Karte hai Unki bat na mani jaye Shriat ke Msail me Gair Aalim Ya Kisi Badmazhan ke bat manna jaiz Nhi hai...
โ๐ฝ๐ Aamtor par Ye Riwaj hey Poore Ghar ki taraf-se Eik bakra Qurbani Kar diya jata hai Halanki malike nesab Hon to Ghar ke sab afrad par Qurbani wajib hai..
๐ [ MAS'ALA ]๐
โ๐ฝ๐ Jis Par QURBANI Waajib Hay Us Ko Khud Apne Naam Ki QURBANI Karna Waajib Hai, Dusre Ke Naam Ki Na Kare...```
๐[ FATAWA AMJADIYA 3/315 ]
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธ โญ PART-OF-NO.. [ 6 ] โฎ ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ [ MAS' ALA ] โ
โ๐ฝ๐ Agar koi shakhs apne kisi buzurg ke naam-se Qurbani Karna Chahe to wo Pehle apne naam ki Kare Fir unke naam ki Shirf ( 1 ) unke nam ki Nhi kar Sakta....
โ๐ฝ๐ QURBANI AGAR MAYYAT Ki WASIYYAT PAR HUYI TO PURA GOSHT SADQA KARNA WAJIB HAI APNI KHUSHI SE KI TO KHUD BHI KHAYE & AURO KO BHI DE...
๐[ BHAARE SHARIAT ]
โ๐ฝ๐ Qurbani ka Janvar. dekhkar kharide agar maada hoto janch karle ki kahin uske pet me bachcha na ho...
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธ โญ PART-OF-NO.. [ 7 ] โฎ ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ๐ฝ๐ Qurbani Ki aur Janwar ke Pait me Zinda Bacha hoto Use bi ZIBAH karde aur Mraa Hua Bacha hoto Use fenk de Murdaar he...
๐[ Bahar-e-Shariat ]
โ[ BAHOT ZARURI MASAIL ]โ
โ๐ฝ๐ Janwar ke samne CHHURI tez na kare..! Jabtak janwar thanda na ho tabtak chamda chhilna & paaun katna shuru na kare...
โ[ MUSTAHAB AMAL ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani karne wala chand raat se qurbani tak baal va nakhun ne kaate...
๐[ MIRโAATUL MNAJIH 2/370 ]
YAAD RAHE ye mustahb aml hai zaruri nahi...
โ๐ฝ๐ 40 din ke andar andar ye kaam zarur karle
[ 1 ] nakhun trashna
[ 2 ] bagal va naaf ke niche ke baal nikalna 40 DIN SE ZYADA TAAKHIR GUNAH HAY...
๐[ Muslim- Hadees- 258 ]
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธ โญ PART-OF-NO.. [ 8 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ๐ฝ๐ Chand raat se Qurbani tak baal va nakhun ns kaatna mustahab jab ki 40 din se zyada taakhir gunah agar qurbani tak 41din ho jate hay to ye amal na kre....
๐[ mullakhkhas az fatawa razviyya jild-20 , page no- 353,354 ]
โ[ GARIBO KO SAWAB]โ
โ๐ฝ๐ Jo Qurbani na kar sake vo chand raat Se namaze eid tak baal nakhun na kate. INSHA ALLAH Qrbani ka swab paega...
๐[ MIRโAATUL MNAJIH 2/370 ]
โ๐ฝ๐ TAKBIRE TASHREEQ
ALLAHU AKBAR ALLAHU AKBAR LAA ILAA-HA ILLALLAAHU WALLAHU AKBAR ALLAHU AKBAR WA LILLAAHILHAMD
9 ki fajar se 13 ki asar tak pade
โ๐ฝ๐ TAKBIRE TASHREEQ
ALLAHU AKBAR ALLAHU AKBAR LAA ILAA-HA ILLALLAAHU WALLAHU AKBAR ALLAHU AKBAR WA LILLAAHILHAMD
9 zilโhajj ki fajar-se 13 ki asar tak har farz namaz k baad 3/ 5 ya 7 baar padhe..
๐[ bahare shariat ]
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธ โญ PART-OF-NO.. [ 9 ] โฎ ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ AHAM MS-ALA ]โ
โ๐ฝ๐ Dusre se zabah kraya apna hath bhi chhuri par rakha to dono par bismillah kehna wajib hai varna janwar hlaal na huaa...
๐[ DURRE MUKHTAR 9/551 ]
โ[ KHAAS MS-ALA ]โ
โ๐ฝ๐ zabah karne wale aur chhuri par haath rakhne wale donopar BISMILLAH kehna wajib hai varna janwar hlaal na hoga...
๐[ DURRE MUKHTAR 9/551 ]
โ๐ฝ๐ zabah ke baad janwar mukammal taur par thanda na ho jaye yaani rooh na nikle tab tak chhuri na chlaaiye balki rok dijiye....
๐[ bahaare shariat 3/660 ]
โ[ KHAAS TAAKID ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani unhi qassaab se karvaiye jo shrai masail ka khub lihaaj rkhte ho....
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 10 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐จ[ SUNNIYO ALERT ]๐จ
โ๐ฝ๐ Bad aqido ke idaro me qurbani ka hissa likhva kar apni qurbani bekar mat karna SIRF sahi aqida sunni idaro hi me hissa likhvaye...
๐[ SUNNIYO KO TAAKID ]๐
โ๐ฝ๐ Bad aqido ke paas na qurbani ka hissa likhaye na qurbani ki khaal de aur
na hi unse apne janwar zabah karaye...
๐น[ SUNNIYO EK BANO NEK BANO ]๐น
โ๐ฝ๐ Qurbani ki khaal SIRF. sunni idaaro hi me dijiye idaare walo se bhi arz hay khaalo ke liye aaps me jhagda mat kijiye
โ๐ฝ๐ Halaal janwar ke bhi ye ajza khana mana hay
[ 1 ] Pitta
[ 2 ] Kpura
[ 3 ] Ojhdi
[ 4 ] Aante
๐[ BOOK AADABE TโAAM ]
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญPART-OF-NO.. [ 11 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ OJHDI KHANA KAISA..? ]โ
โ๐ฝ๐ Ojhdi me Galaazat bhri hoti hai iska khana makruhe tahrimi hai..
๐[ FTAWA RAZVIYYA 20/240 ]
โ[ AFSOSโฆ! ]โ
kayi muslman ise shauq se khate hai..
โ[ JANTE HO..?: ]โ
โ๐ฝ๐ Agar kisi par Qurbani wajib hay aur us waqt uske paas paise nahi hay to karz lekar Qurbani kre...
๐[ FTAWA AMJADIYYA jild -3 Page -315 ]
โ[ ZABAH KRNE KE AADAB ]โ
โ๐ฝ๐ Pahle se chhuri tez karle Aisa na ho ki janwar Girane ke baad uske saamne chhuri tez kee jae...
๐[ BAHAARE SHARIAT jild -3 page -352 ]
โ[ QURBANI ]โ
โ๐ฝ๐ Koi Gair sharai tarike se zabah kar rahaa hoto ba vujude Qudrat na rokne wala bhi Gunahgaar hai..
๐[ Bahaare shariat Vol 3/ Page 660 ]
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 12 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ [ JARURI ARZ ] โ
โ๐ฝ๐ Qurbani ki khaale jama Karne wale sath me extra libaas rakhe taaki khoon se kapde napak hone par Jamaโat chhut ya namaz kaza na ho jaye...
โ [ DINI ARZ ] โ
โ๐ฝ๐ Qurbani ki khaale islami madarso ko dekar beโshumar nek kaamo me madad kijiye aur khud bhi
sawab kamaiye...
โ[ AADABE QURBANI ]โ
[ 1 ] Pahle chara paani de de bhuka pyasa zabah na kre..
[ 2 ] Ek ke saamne dusre ko zabah na kre..
๐[ BAHAARE SHARIAT jild- 3 page- 352 ]
โ[ GALAT KAAM KO ROKO ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani karne wale ko kahiye zabah ke baad rooh na nikle tab tak chhuri rok de kiyu ki ye be zuban janwar par zulm hai...
โ[ SHRAI RAHNUMAI ]โ
โ๐ฝ๐ Hisse waali qurbani me shamil ho to Sirf unhi sahi AQida sunni idaro me
naam likhae jo shrai msail ka khub khyaal rakhte ho....
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 13 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ QASSAAB HAZRAAT SE ARZ ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani ke dino me kaam utna hi le jitna sliqe ke saath kar sake aur kisi ko shikayat ka mauqa na mile....
โ[ KHAAS TAAKID ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani usi se karvaiye jo dusri jagah jaane ki jaldi me Gair shrai tarike se zabah na kare aur shrai msail ka khub lihaaj Rakhe...
โ[ MASAIL ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani ka janwar be-aib hona zaruri hai Agar thoda sa aib ho to Qurbani makruh hogi zyada aib ho to nahi hogi....
๐[ BAHAARE SHARIAT 3/340 ]
โ[ JAIZ HAI MAGAR ISHQ KA TKAJA ]โ
โ๐ฝ๐ Aaqa (Alyhisslam ๏ทบ ) ko TiLLi (khane) se Nafrat thi magar isko hraam Qraar nahi dia...
๐[ ITTIHAFUS SADโTUL MUTTAQIN 8/243 ]
โ[ NEK NIYYAT ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani karte waqt ye Niyyat bhi kre โmai raahe khuda me aaj janwar qurban kar rahaa hu B-waqte zarurat jaan bhi
Qurban kar dunga...
โ๐ฝ๐ Baalig aulad ya biwi ki Taraf se Qurbani kre to ijazat zruri Hay TRIKA vo ijazat de ya Unhe apni qurbani ka ilm hay Aur vo raazi hai..
๐[ Fatawa E Alamgiri 5/293 ]
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 14 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ MASAIL ]โ
โ๐ฝ๐ Baalig aulad ya biwi ki Tarafse Qurbani karna chahe to unse ijazat le agar ijazat bina kardi to wajib ada na hoga...
๐[ Fatawa E AALMGIRI 5/293 ]
โ[ ISLAMI JANKARI ]โ
โ๐ฝ๐ Arfa yaani 9 ZIL hajj ke din roza Rakhne ki fazilat hay uske baad 10,11,12 aur 13 ZIL hajj ko roza rakhna hraam hay...
โ[ 9vi ] ZIL HAJJ KA ROZA HADEES ]โ
โ๐ฝ๐ Arfa ka roza hzaar rozo ke brabar hay..
๐[ SHUABUL IMAN 3/3764 ]
โ๐ฝ๐ Iske baad 10,11,12 aur 13 zil hajj ke roze rkhna hraam hay..
โ[ ISLAMI MALUMAT ]โ
โ๐ฝ๐ Saal me ye 5 roze hraam hay..
[ 1 ] Eidul fitr
[ 2 ] 10 zil hajj (bakar eid)
[ 3 ] 11 zil hajj
[ 4 ] 12 zil hajj
[ 5 ] 13 zil hajj
baaki dino me roze ki fazilat hay...
โ[ JANTE HO..? ]โ
โ๐ฝ๐ haaji jo arfaat me hay unhe arfa (9zil hajj) ka roza makrooh hay jabki aam logo ke liye is roze ki fazilat hay...
๐[ IBNE KHUZAIMA 3/2101 ]
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 15 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ ARFA KA ROZA ]โ
โ๐ฝ๐ HUZUR ๏ทบ Mujhe
ALLAH ๏ทป par gumaan hai ki arfa (yaani 9Zil hajj) ka roza 1 saal pahle aur 1 saal baad ke gunah mita deta hai...
๐[ MUSLIM Shreef Hadees-196 ]
โ๐ฝ๐ 9 zil hajj fajar se 13 asr tak pancho jmaโat baad takbire tashriq pdhna wajib hai jinki kuch rkate chalijaye vo salam ke bad padhe...
๐[ TBYINAL HQAIQ 1/227 ]
โ[ MASAIL ]โ
โ๐ฝ๐ 9 Zil hajj fajar se 13 asar tak pancho jmaโat bad 1 baar buland AwaznSe takbire tashriq padhna wajib 3 baar Afzal hai....
๐[ TABYINAL HQAIQ 1/227 ]
โ[ YAAD RAKHEIN ]โ
โ๐ฝ๐ ALLAH ๏ทป ko janvaro na Gosht pahunchta n unka khoon tumhari parhezgari..
๐[ Sura al-hajj ayat. 37 ]
โ๐ฝ๐ ISLIYE QURBANI ME TAKABโBUR DIKHAWA NAHI HO...
โ๐ฝ๐ YAAD RAKHEIN QURBANI sirf 3 din hai 10 zil hajj ke tulu aftab se shuru hokar Qurbani ka aakhri waqt 12bzil hajj Suraj dubne tak hai..
๐[ Fatawa E AALMGIRI vol-5/page-293 ]
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 16 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ IS RAAT IBADAT KIJIYE ]โ
โ๐ฝ๐ 5 raate aisi hay jisme
duaa radd nahi ki jati usme ek eidul azโha ki (agli) raat bhi hay....
๐[ TARIKHE DAMISHQ 10/408 ]
โ[ SAWAB KA AMBAAR HADEES KHULASA ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani karne waale ko qurbani ke jaanwar ke har baal ke badle me ek neki milti hay
๐[ TIRMIZI jild-3 hdis-1498 ]
โ[ ADHURI IBADAT ]โ
โ๐ฝ๐ Eid ki namaz ke 2 hisse hay ek namaz aur dusra khutba lihaza namaz baad khamoshi se khutba suniye khutba sune bigair mat jaiye...
โ[ YAAD RAKHIYE ]โ
โ๐ฝ๐ kaafir ko qurbani ke gosht me se ek boti bhi dena jaiz nahi ziyada jankari Ahle Sunnat sunni ulma se lijiye....
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 17 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ๐ฝ๐ Islami behno par bhi qurbani wajib hey agar wo 7.5 tola sona ya 52.5 tola chandi ya 52.5 chandi ke brabar paisa rakhti hai to qurbani zrur kre...
โ[ KHAAS TAAKID ]โ
โ๐ฝ๐ Zabah karne wale ko kahiye BISMILLAHI ALLAHU AKBAR yaad rakh kar padhe HAA Qurbani ki duaa koi bhi padh sakta hay...
โ[ MASAIL ]โ
โ๐ฝ๐ Zabah karte waqt โBISMILLAHโ padhna wajib hai agar jaanbujh kar chhor diya to janwar murdaar hoga..
๐[ TAFSIRE NAIMI PARA-1/page-44 ]
โ[ MASAIL ]โ
โ๐ฝ๐ Bade janwar (uoont bhens vgera) me 7 qurbani ho sakti hay saath me aqiqe ke hisse bhi rakh sakte hay...
๐[ DURRE MUKHTAAR jild-9 page-540 ]
โ[ YAAD RAKHIYE ]โ
โ๐ฝ๐ kaafir ko qurbani ke gosht me se ek boti bhi dena jaiz nahi ziyada jankari ke liye Ahle Sunnat sunni ulma se lijiye....
โ[ SAWAB KA AMBAAR HADEES KHULASA ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani karne waale ko qurbani ke jaanwar ke har baal ke badle me ek neki milti hay....
๐[ TIRMIZI jild-3 hdis-1498 ]
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 18 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ 1 GALAT FAHMI KA KHULASA ]โ
โ๐ฝ๐ Sirf nar hi nahi balki mada jaise bakri vgerah ki qurbani bhi jaiz hay...
๐[ BAHAARE SHARIAT jild-3 page-348 ]
โ[ MASAIL SIKHO ]โ
โ๐ฝ๐ Hum qurbani to karte hay MAGAR AFSOS iska zaruri ilm nahi sikhte lihaza qurbani ki mukammal barkate paane se mahrum rah jaate hay....
โ[ MAAL AUR KANJUSI ]โ
โ๐ฝ๐ Kayi log kaafi bank balance alag alag scheme me invest aur maal samaan hone ke ba vujud qurbani karne se jee churate hai...
โ[ KHUD,AZIZ AUR GARIB ]โ
โ๐ฝ๐ Qurbani ke gosht ke 3 hisse ksrna mustahab hay Zaruri nahi chahe to sab khud Rakh sakta hai....
๐[ FTAWA RAZVIYYA 20/253 ]
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 19 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ ADHURI IBADAT ]โ
โ๐ฝ๐ Eid ki namaz ke 2 hisse hay ek namaz aur dusra khutba lihaza namaz baad khamoshi se khutba suniye khutba sune bigair mat jaiye...
โ[ NMAZE EIDE AZโHA KI NIYYAT ]โ
โ๐ฝ๐ Me niyyat karta hu
2 rakโat namaz eidul azโha ki 6 zaaid takbiro ke sath vasite ALLAH ๏ทป ke pichhe is imam ke AllahuAkbr....
โ๐ฝ๐ Questions... agar kisi uzar ke tahat eid ki jmaโat na mili to...?
โ๐ฝ๐ Answer.... behtar hay ki ye shakhs 4 rkโat chaasht ki namaz padhe....
๐[ DURRE MUKHTAR 3 p-58 ]
โ๐ฝ๐ Jo 5 rato me jaag kar ibadat kre uske liye jannat wajib ho jati hay ...
[ 1 ] 8/9 aur 10vi jil hajj
[ 2 ] shabe Eidul fitr
[ 3 ] shabe braโat...
๐[ AT TARGIB VT TARHIB 2/98 ]
โญ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 20 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
๐ทDUA'A๐ท
โ๐ฝ๐ Jaanwar Zibah Karne Se Pehle Dua Padhe---
โInni-Wajjahtu- Waj-Hi-Ya-Lilla zi-Fataras-Sama wati-
Wal-Ardha-Hanif aoun-Wa-Ma-Ana- Minal-Mush rikeena-In-Nas- Salati-Wa-Nusuk i-Wa-Mahya-Ya-W a-
Mamati-Lillahi- Rabbil-Aalameen ! La-Sharika-Lahu -Wa-Bi-Zaalika- Urritu-Wa-Ana-M inal- Muslimeen! Allah-Humma-Ma- La-Ka-Wa-Minka- Bismillahi-Alla hu- Akbar!โ Dua'a Khatm Karte Hi Choori Chala De..!
๐[ Qanoon-A-Shari-at Pg-211 ]
๐ทDUA'A๐ท
โ๐ฝ๐ Qurbani Apni Taraf Se Ho To Zibah Ke Baad Yeh Dua Padhe---
โAllah-Humma-Ma -Ta-Kabbal-Minni-Kama-Ta-Kabbal-Ta-Min-Khalili-Ka-Ibrahima-Alaihis-Salaama- Wa- Habibi-Ka Muhammadin-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam..!
๐[ Qanoon-E-Shari-at Pg-211 ]
โ[ MASLA ]โ
โ๐ฝ๐ Jo Log Kaafir, Gair Muslim Ho Ya Uske Aqide Ki Kharaabi Ya Rasoolallah ๏ทบ SALLALLAHU-TAโA ALA- ALAIHI-WASALLAM Ki Shaan May Gustakhi Ki Wajah se Uneh Islam Se Kharij Wa Murtad Karaar Diya Gaya Hain, Unke Hath Ka Zabiha Haraam Wa Murdaar Hai......
๐[ Galat Fehmiyan Aur Uski Islah Pg-161 ]
๐๐น๐ท๐ป๐๐น๐ธ๐น๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธโญ PART-OF-NO. [ 21 ] โฎ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ DONO EID ME IBADT ]โ
โ๐ฝ๐ Jisne eidain ki (agli) raat qiyam kiya us din uska dil nahi mrega jis din logo ke dil mar jayeinge...
๐[ IBNE MAJAH Vol 2 hadees-1782 ]
โ[ FARQ ]โ
โ๐ฝ๐ Namaze eidul fitr ko jate huve raaste me aahista takbire tashriq padhiye namaze eide azโha ko jate huve buland aawaz se takbir padhiye...
โ๐ฝ๐ Eid ko 300 baar
SUBโHAAN ALLAHI VBI HAMDIH padh kar marhum muslmano ko bakhshe to har ek ki Qabar me 1000 anwaar dakhil honge...
๐[ MUKASHTUL QULUB-308 ]
โ[ MUSTAHAB HAY ZARURI NAHI ]โ
โ๐ฝ๐ Eid E Azโha me mustahab hay ki namaz pahle kuch na khaae chahe qurbani kre ya na kre Agar khaa lia to bhi koi bat nahi..
๐๐น๐ท๐ป๐๐ธ๐๐ป๐ท๐น๐
๐ธ๐ธPART-OF-NO. [ 22 ]๐ธ๐ธ
๐๐น๐ท๐ป๐๐ธ๐๐ป๐ท๐น๐
โ PARTS COMPELET HUAโ
๐๐น๐ท๐ป๐๐ธ๐๐ป๐ท๐น๐
โ[ KHUTBE KE AHKAM ]โ
โ๐ฝ๐ Jab imam khutba padhe to tamaam logo ka sunna aur chup rahna farz hai...
๐[ DURRE MUKHTAR 3/35 ]
โ๐ฝ๐ Eid ke khutbe me bhi
khayal rakhiye....
โ[ EID E AZโHA KI 1SUNNAT ]โ
โ๐ฝ๐ Aaqa (Alyhissalam) Eid e azโha ke roz nahi khate the jabtak namaz se farig na ho jate....
๐[ TIRMIZI SHREEF Jild- 2 Hedees 542 ]
โ๐ฝ๐ Eid ko roza rakhna haram hai...
โ[ EID KI 1SUNNAT ]โ
โ๐ฝ๐ Namaz ke liye ek raaste se jaana Aur dusre se vaaps aana..
๐[ TIRMIZI SHREEF jild- 2 Hadees- 541 ]
โ๐ฝ๐ Isse murad masjid ki taraf jane wale 2 raaste hay...
โ THE END PARTS โ
๐ต๐๐ต๐๐ต๐๐ต๐๐ตโฎ
๐ TO BE CONTINUED
POSTED BY
โคต FROM
๐ GULAM-E-AALA-HAZRAT ๐
๐ป TALIB E DU'AA
๐Jamaluddin Raza
๐IS POST KO SURU SE PADHNE KE LIYE. G.E.A.H. FB PAGE LINK PE CLICK KRE....
๐https://m.facebook.com/Gulam.E.Aala.Hazrat1/photos/?tab=album&album_id=1864560787090332&mt_nav=1
๐IS POST KO SURU SE PADHNE KE LIYE. G.E.A.H. BLOGEER LINK PE CLICK KRE.....
๐http://gulam-e-aala-hazrat.blogspot.com/2016/08/masail-e-qurbani.html?m=0
๐ธ๐ฅVISIT G.E.A.H PAGES LIKE & COMMENTS
๐fb.me/Gulam.E.Aala.Hazrat1
๐https://plus.google.com/116611277293695153777
๐www.gulam-e-aala-hazrat.blogspot.com
โฉ๐๐ท๐๐ท๐๐ท๐๐ท๐โช
No comments:
Post a Comment